Blog post par keyword Ko Perfectly optimize Karna Kyu Jaruri Hai: Agar aap ek blogger hai to aapne bahut se blog par keyword ke bare me padha hoga. Ki keyword kya hai, keyword ko kaise search kare. Blog post par perfectly optimize kaise kare. Aur maine bhi aapko is site par keyword ke related bahut si jankari share ki hai. Jinhe aapne read bhi kiya hoga.
Keyword se hi aapko apne blog ki ranking, traffic milti hai. So agar aapko keyword ke bare me knowledge nahi hai to aap pehele iske Bare me learn karle.
In this post main aapko blog post par keyword ko perfectly optimize karna kyu jaruri hai is bare me bataoga. Keyword post ki main point hoti hai. Yani aap kis keyword ke bare me post likh rahe hai. Use post par badiya tarike se apne keyword add karna kyu jaruri hai. Is post par ham isike bare me jannenge.
- Eye Catchy Blog Post Title Create Karne Ki 5 New Tips
- Blog Post Ke Title Ko SEO Friendly Kaise Banaye
Blog Post Par keyword Ko Perfectly Optimize Karna Kyu Jaruri Hai
Jaise ki maine aapko upar bataya ki blog post ki main chiz hoti hai keyword. So keyword ko blog post par perfectly add karna bahut hi jaruri hai.
Chaliye niche kuch points me jante hai ki post par keyword ko badiya se optimize karna kyu jaruri hai.
#1) Post Ko SEO Friendly Banane Ke Liye
Keyword ko blog post par perfectly optimize kiye bina aapki post kabhi seo friendly nahi hoti hai. Aur aap to jante hi honge ki agar aapki post ko aap seo friendly banane ke liye Apne keyword ko Title, paragraph, meta description, URL par keyword add karna bahut hi jaruri hai.
Because seo friendly blog post hi search results me show hote hai. Isliye aapko apni har post par perfectly seo optimize karna chaiye.
#2) Blog Ki Traffic Increase Karne Ke Liye
Ek seo friendly post ko hi search engine par achi rank milti hai. Aur jo bhi post search engine ke top par reheta hai uspar achi traffic jarur hi milenge.
But iske liye aapko apni post ki har ek points par keyword ko badiya tarike se optimize karna hoga. Aur sath hi post par on page seo bhi shahi se optimize karna hoga.
#3) Blog Ranking Improve Ke Liye
Aapki blog ki rank bhi achi hogi agar aap apne post par badiya tarike se Keyword ko optimize karoge to.
Because jab aapki post perfectly optimize hogi. Tabhi aapki post search engine par dikhegi. Aur aapke blog par visitors bhi badhenge. Aur jis blog par huge traffic hoti hai. Uski ranking bhi achi hoti hai.
#4) Earning Increase Karne Ke Liye
Jaise ki aapne upar read kiya ki keyword ko agar aap badiya se apne blog post par optimize karenge to aapki blog par traffic ke sath ranking bhi achi hoti hai.
Aur jis blog ki traffic achi hogi uski earning bhi increase hogi. Lekin iske liye aapko apni every post par keyword ko perfectly optimize karna bahut hi jaruri hai.
To friends finally ab ham ye keh sakte hai ki blog ko success banane ke liye keyword ko apni blog post par perfectly optimize karna hoga. Nahi to aapki blog kabhi success nahi hogi.
- Keyword Density Kya He Or High Ranking Ke Liye Ise Kitni Percent Rakhe
- Google Keyword Ranking Check Karne Ki Top 4 Websites
I hope ki is jankari se aap samaj gaye honge ki post par keyword add karna kuy jaruri hai. But fir bhi agar aapke mind me koi bhi questions ya confusion ho is post ke related to comments box par bataye.
Sath hi agar aapko ye jankari achi aur helpful lagi to ise apne friends ke sath share karna mat bhule.
Leave a Reply